Kaisay Logon Key Nafson Mein Allah Ki Rooh Hey ? By Muhammad Shaikh | Quran kya kehta hai | 1/10

Kaisay Logon Key Nafson Mein Allah Ki Rooh Hey ? By Muhammad Shaikh | Quran kya kehta hai | 1/10

MUHAMMAD SHAIKH

55 лет назад

8,593 Просмотров

Kya logon mein Allah ki rooh mojood nahi hai?

Aam tor par muashra mein rooh ko yeh samjha jata hai ke yeh koi aisi cheez hai jo insaan ko zindah rakhti hai aur jab insaan mar jata hai to woh rooh is ke jism se parwaaz kar jati hai yeh aik bohat hi ghalat al aam tasawwur hai, jabkay rooh arabi zabaan ka lafz hai jis ke haqeeqi maienay kisi bhi baat ka lub-e-lubaab ya us baat ka asal maqsad hai, rooh haqeeqat mein Allah ki kitaab mein jo ayaat bayan ki gayi hain un ka asal maqsad, lub-e-lubaab ya nichor hai aur Allah ne apni un ayaat ki rooh ko har insaan mein phuunkaa sun-hwa hai jis ki wajah se insaan sahih aur ghalat ya haq aur baatil aur sach aur jhoot ki pehchan kar sakta hai, yeh baat aisi nahi ke koi is ko samajh nah sakay kyunkay duniya mein har mazmoon ya mauzo ki aik rooh hoti hai aur hum apni zabaan mein kehte bhi hain ke aap un alfaaz ki rooh samjhain, jab hum aik dosray se baat karte hain to kuch alfaaz ka istemaal karte hain lekin bahami tor par hum jab woh baat samajh jatay hain to woh is ki rooh ya maqsad hota hai, isi terhan quran ki ayaat mein alfaaz hotay hain aur is ki aik rooh bhi hoti hai jo sirf Allah insaan ko paratha aur sakata hai jabkay koi bhi insaan Allah ki ayaat ki rooh ko nahi parha ya sikha sakta, un saari baton ki mazeed wazahat ke liye ke rooh kya hai aur kis terhan Allah insaan ko apni rooh ka ilm deta hai yeh lecture dekhna bohat ahmiyat ka haamil hai .
Is lecture mein Muhammad Shaikh ne is mauzu se mutaliq ayaat ko tafseel, wazahat aur fasahat se bayan kya hai.

عام طور پر معاشرہ میں روح کو یہ سمجھا جاتا ہے کہ یہ کوئی ایسی چیز ہے جو انسان کو زندہ رکھتی ہے اور جب انسان مر جاتا ہے تو وہ روح اس کے جسم سے پرواز کر جاتی ہے یہ ایک بہت ہی غلط العام تصور ہے، جبکہ روح عربی زبان کا لفظ ہے جس کے حقیقی معنی کسی بھی بات کا لُب لباب یا اُس بات کا اصل مقصد ہے، روح حقیقت میں اللہ کی کتاب میں جو آیات بیان کی گئی ہیں ان کا اصل مقصد، لُب لباب یا نچوڑ ہے اور اللہ نے اپنی ان آیات کی روح کو ہر انسان میں پھونکا ہوا ہے جس کی وجہ سے انسان صحیح اور غلط یا حق اور باطل اور سچ اور جھوٹ کی پہچان کر سکتا ہے، یہ بات ایسی نہیں کہ کوئی اس کو سمجھ نہ سکے کیونکہ دنیا میں ہر مضمون یا موضوع کی ایک روح ہوتی ہے اور ہم اپنی زبان میں کہتے بھی ہیں کہ آپ ان الفاظ کی روح سمجھیں، جب ہم ایک دوسرے سے بات کرتے ہیں تو کچھ الفاظ کا استعمال کرتے ہیں لیکن باہمی طور پر ہم جب وہ بات سمجھ جاتے ہیں تو وہ اس کی روح یا مقصد ہوتا ہے، اسی طرح قرآن کی آیات میں الفاظ ہوتے ہیں اور اس کی ایک روح بھی ہوتی ہے جو صرف اللہ انسان کو پڑھاتا اور سکھاتا ہے جبکہ کوئی بھی انسان اللہ کی آیات کی روح کو نہیں پڑھا یا سکھا سکتا، ان ساری باتوں کی مزید وضاحت کے لئے کہ روح کیا ہے اور کس طرح اللہ انسان کو اپنی روح کا علم دیتا ہے یہ لیکچر دیکھنا بہت اہمیت کا حامل ہے۔
اس لیکچر میں محمد شیخ نے اس موضوع سے متعلق آیات کو تفصیل، وضاحت اور فصاحت سے بیان کیا ہے۔

Kya Allah ny Apni Rooh Insan mn Dali ? | Sahil Adeem
https://www.youtube.com/watch?v=pX2ON-Z_MJc

Nafs, Qalb, Rooh or Aqal ki Haqeeqat by Shaykh-ul-Islam Dr Muhammad Tahir-ul-Qadri
https://www.youtube.com/watch?v=Hgr5wHOg894

Alame barzakh kya hai? vaha ruhein kese rehti h zinda ya murda
https://www.youtube.com/watch?v=oB2V2qShLEI

@EngineerMuhammadAliMirzaClips
@muftimenkofficial
@MuftiTariqMasoodSpeeches
@ByEngineerMuhammadAliMirza
@TariqMasoodOfficial
@muftikausarroohani
@tariqjamilofficial
@GhamidiCIL
@AzeemUrRehman
@AlKazimTv
@SyedSaadQadri
@DrHafizMuhammadZubair
@DrMuhammadSulemanMisbahi
@NahdStudio
@Gharesoormedia
@NewsNation
@IndiaTV
@Drzakirchannel
@DrQadri
@bayyinah
@dhruvrathee
@islamkipehchan5848
@KanzUlHuda
@SahilAdeemPodcast

#rooh #quran #subject #tareeqa #bashar #kalam #allah #muhammadshaikh #servantofallah #qurankyakehtahai #dhruvrathee #viralvideo #muftimenk #AhmedDeedat #Alislam #MuslimSpeakers #ZaidShakir #drzakirnaik #sahiladeem #muhammadshaikh #thequranman #servantofallah #tariqjamilofficial #tariqmasood #amitabhbachchan #americanmuslim #bayan #engineermuhammadalimirza #ghamdi #tahirulqadri #taqiusmani #farhathashmiofficial #imrankhan #islamconversion #exmuslim

Copyright ©️ 2025 Muhammad Shaikh

Copyright of this video belongs to Muhammad Shaikh. No portion of this video or any images or audio therefrom may be published, disseminated, transmitted, downloaded, or replayed in any manner without the express written consent of the copyright holder.

Тэги:

#Kya_logon_mein_Allah_ki_rooh_mojood_nahi_hai? #Allah_ki_Rooh_kya_hai? #Kya_Allah_ny_Apni_Rooh_Insan_mn_Dali_? #What_Is_Rooh_in_Quran_? #Rooh_In_Islam #Rooh_Kya_Hai_? #What_Is_Soul_? #Rooh_In_Quran #Rooh_Ki_Haqeeqat #rooh_in_quran #rooh_ki_haqeeqat #rooh_ka_safar #rooh_kaise_nikalta_hai #rooh_kaise_nikalti_hai #roohaniyat #roohani #roohani_taaqat #allah_ki_rooh #allah_ki_rehmat #creation_of_soul #soul #realm_of_souls #realm_of_souls_islam #realm_of_souls_islam_hadith
Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии: