Комментарии:
Thanks bro
ОтветитьBaliw
ОтветитьNyc
ОтветитьApne naam sahi btaya lekin naam iska aisy ni parha tha is shehar ko. Quetta pashto k lafz "Quata" se nikla hy.
Quata ka matlab hai dhaair. Mitti k dhair ko yaani mitti k choty choty pahar ko ghundai kehty hain tk yahan quetta k charon taraf ghundai (mitti k pahar hain bohot xiada) is trah iska naam Quata tha. Phir chalty chalty Quata se Quetta ban gaya. Me pathan hu or Quetta me rehta hu. Yahan ab bhi pathan Quetta ko Quata kehty hain.
For example: Quetta jaa raha hu. Pashto me kehty bain Quati la rawan yum.
Why you forced to listen this all historical information with fake title it's shame full and change the credibility of your channel
ОтветитьIn me sy aksar baten aisy hi dhakosle hain
ОтветитьHinduon ki qabray to hotay hi nahi aur ap ny kaha k hinduon k qabray mojod hain ichra may
Ответить